Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
maa kehte hai || Mother 2 lines hindi shayari
Upar jiska ant na ho use aasmaa kehte hai
aur dharti par jiska ant na ho use maa kehte hai
उपर जिसका अंत ना हो उसे आसमां कहते हैं,
और धरती पर जिसका अंत नहीं उसे माँ कहते हैं।
-विक्रम
Title: maa kehte hai || Mother 2 lines hindi shayari
Ye duniya usi ko salaam karti hai || two line shayari || true lines
Janab ye duniya usi ko salam karti hai
Jiske pass paisa ho power ho ya jiska khauf ho💯
जनाब ये दुनिया उसी को सलाम करती है
जिसके पास पैसा हो पावर हो या जिसका खौफ हो💯
