
or likhunga to sirf tere liye
waise to mere dost mujhe bikharne nahi dete
par mai bikhrunga to sirf tere liye
Enjoy Every Movement of life!

zindagee ne aaj kah diya hai mujhe,
kisee aur se pyaar hai,
meree maut se poochho,
ab use kis baat ka intazaar hai…
ज़िन्दगी ने आज कह दिया है मुझे,
किसी और से प्यार है,
मेरी मौत से पूछो,
अब उसे किस बात का इंतज़ार है…
Tod ke jod lawo….
Har cheez duniya di
Kabil-e-murammat hai…
Aitbaar ke siwa….😐
ਤੋੜ ਕੇ ਜੋੜ ਲਵੋ….
ਹਰ ਚੀਜ਼ ਦੁਨੀਆ ਦੀ
ਕਾਬਿਲ-ਏ-ਮੁਰੰਮਤਹੈ…
ਇਤਬਾਰਕੇ ਸਿਵਾ….😐