Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gum diya humne || Hindi sad shayari
दिया था हमने गम उनको
आज हम को वह गम मिला है…!!
पता चला उस दर्द का
जो उन्हों ने सहा है..!!
Diya tha humne gum unko
Aaj hum ko woh gum mila hai
Pta chla us dard ka
jo unho ne saha hai
Title: Gum diya humne || Hindi sad shayari
Waqt || hindi shayari || love shayari
Iss waqt jis waqt bhi sochu …
har waqt uss waqt ko sochu …
jiss waqt mila tu….
har ghadi uss waqt ko sochu..❤
इस वक़्त उस वक़्त को सोचू
हर वक़्त उस वक़्त को सोचू
जिस वक्त मिला तू
हर घड़ी उस वक़्त को सोचू❤

