
Nazar wahi tak yaha tak tum ho,
Vese to hazaron phool khilte hain gulshan mein magar,
Khushboo vahi takk yaha tak tum ho 💕
Enjoy Every Movement of life!

ab apane zakhm dikhaoon kise aur kise nahin,
begaane samajhate nahin aur apano ko dikhate nahin…
अब अपने ज़ख़्म दिखाऊँ किसे और किसे नहीं,
बेगाने समझते नहीं और अपनो को दिखते नहीं…
Hasna ata hai mujhe Mujhse gham ki baat nhi hoti,
Meri baaton mein mjak hota hai par meri haar baat mjak nhi hoti…🥺💔