Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Socha na tha || hindi sad shayari
Chodd kar chali jaogi ye socha na tha,
Mere Pyar ko iss kadar thukraogi socha na tha,
Aur pyar kiya to beshumaar tha tumse,
Magar tum iss kadar tadpaogi socha na tha.
Title: Socha na tha || hindi sad shayari
Tazarbe zindagi de || punjabi status
Waqt naal hi milde aa tazarbe zindagi de
Te thokra mile bgair koi mitra siyana nhi banda💯
ਵਕਤ ਨਾਲ ਹੀ ਮਿਲਦੇ ਆ ਤਜਰਬੇ ਜਿੰਦਗੀ ਦੇ
ਤੇ ਠੋਕਰਾਂ ਮਿਲੇ ਬਗੈਰ ਕੋਈ ਮਿੱਤਰਾ ਸਿਆਣਾ ਨਹੀਂ ਬਣਦਾ💯
