Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Din bhar bechain
Din bhar bechain rehne lage hain hm
Aapki awaaz ko tarasne lage hain hm
Aur
Ishq main iss kadar dube hain
Ke aapke aitbaar ko bhi tadapne lage hain hm.
Title: Din bhar bechain
Har kaamyabi ke piche || true line shayari
Har kaamyabi ke piche
Aurat ka hath chipa hota hai
Har fauji ke naam piche
Maut ka kaal chipa hota hai
Har sangeet ke piche
Sur aur taal chipa hota hai
Agar achi batein kar leta hu to
Har shayar ke piche ek kayar chipa hota hai..:-)
ਹਰ ਕਾਮਯਾਬੀ ਕੇ ਪਿੱਛੇ
ਔਰਤ ਕਾ ਹੱਥ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਹਰ ਫ਼ੌਜੀ ਕੇ ਨਾਮ ਪਿੱਛੇ
ਮੌਤ ਕਾ ਕਾਲ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਹਰ ਸੰਗੀਤ ਕੇ ਪਿੱਛੇ
ਸੁਰ ਔਰ ਤਾਲ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਅਗਰ ਅੱਛੀ ਬਾਤੇ ਕਰ ਲੇਤਾ ਹੂ ਤੋ
ਹਰ ਸ਼ਾਇਰ ਕੇ ਪਿੱਛੇ ਇਕ ਕਾਇਰ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ..:-)
