Skip to content

love special || whatsapp video status || hindi song with shayari || mujhe pyar karo

love whatsapp video status || hindi song with shayari || amazing love video 

humein pyar chahiye tujse inkaar mtt karna
pyar beshumar chahiye tujse koi swal mtt karna
hum tere ho chuke hain duniya bhulakar
tum bhi ho jao hamare kisi ka intzaar matt karna..!!

Title: love special || whatsapp video status || hindi song with shayari || mujhe pyar karo

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bhut pyar aata hai tumpar || love Hindi shayari

Bhut pyar aata hai tumpar
Jab tum gusse mein hoti ho
Aur kehti ho tumhari jo marzi ho karo 😘

बहुत प्यार आता है तुम पर ॥
जब तुम गुस्से में होती हो ॥
और कहती हो तुम्हारी जो मरजी हो करो॥😘

Title: Bhut pyar aata hai tumpar || love Hindi shayari


Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi

ishq kya hai?

  udaas jo hojauu main  to aansoo ,

  uski aankh se jhalak jaye.

  dil pe lagi baat ko bhoolkar ,

  vo meri ek muskurahat pe maanjaye.

  khafa ho jab duniya mujhse,

  to ek vo mujhe seene se lagaye.

  tohfe chah kam hi sahi par mere liye izzat,

  uski aankho me saaf nazar aaye.

  roothna manana to chalta hi hai par jo main rooth jaun ,

  to rooh uski bechain hojaye.

ye ehsaas hi to ishq hai, ye jazbat hi to ishq hai

Title: Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi