Skip to content

love Whatsapp video status || dil kya kare || hindi shayari

hindi shayri with love song dil kya kare

Hindi shayari:
Is dil pagal pe kahan kisei ka bas chalta hai
pyar jab hona hota hai na
bas ho jaata hai
fir har lamha
har kahin
wahi ek shaks nazar aata hai

song: dil kya kare
jab kisi se
kisi ko pyar ho jaye
jane kahan kab kisi ko
kisi se pyar ho jaye

Title: love Whatsapp video status || dil kya kare || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


moti hoon to || Shayari dard bhari sad

moti hoon to daaman mein piro lo mujhe apane,
aansoo hoon to palakon se gira kyoon nahin dete,
saaya hoon to saath na rakhane ki vazah kya,
patthar hoon to raaste se hata kyoon nahin dete..

मोती हूँ तो दामन में पिरो लो मुझे अपने,
आँसू हूँ तो पलकों से गिरा क्यूँ नहीं देते,
साया हूँ तो साथ ना रखने कि वज़ह क्या,
पत्थर हूँ तो रास्ते से हटा क्यूँ नहीं देते..

Title: moti hoon to || Shayari dard bhari sad


Talash h us shks ki || hearts thoughts hindi shayari

Talash h us shks ki….
Jo aankho me dekh kr kahe…..
Ki kiya yrr tum hmesha hste rhte ho………

Title: Talash h us shks ki || hearts thoughts hindi shayari