Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dusri mohabbat || hindi shayari
Mohabbat ho gayi hai shayad
Mai firse chaand ko pane chala hu
Bhut roya tha ek bar jo krke
Wahi galti firse dohrane chala hu🍂
मोहोब्बत हो गई है शायद
मैं फिर से चाँद को पाने चला हूँ
बहुत रोया था एक बार जो करके
वही गलती फिर से दोहराने चला हूँ🍂
Title: Dusri mohabbat || hindi shayari
Tumhe hi chahega ||hindi shayari pyar
main har bar tumhe hi chahunga
Chahe uske liye ye smaajh main rehne bale logh
mujhe jaan se hi kyun na marde
mghar ye dil phir bhi har janm main tumhe hi chahega
