Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Akhir Mai mere kaun ho tum
Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?
Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Changi tarah yaad ne || Dard punjabi shayari
Changi tarah yaad ne mere gunaah mainu
ik tan mohobbat kar lai
dujha tere naal kar lai
teeja be-hisaab kar lai
ਚੰਗੀ ਤਰਾਂ ਯਾਦ ਨੇ ਮੇਰੇ ਗੁਨਾਹ ਮੈਨੂੰ
ਇੱਕ ਤਾਂ ਮੁੱਹਬਤ ਕਰ ਲਈ
ਦੂਜਾ ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਕਰ ਲਈ_
ਤੀਜਾ ਬੇ-ਹਿਸਾਬ ਕਰ ਲਈ..
