Skip to content

Maana ham adab se baat nahi karte || hindi shayari awesome

माना हम अदब से बात नही करते पर
ये मानो मतलब से बात नही करते,
ये नरम लहजा ,प्यारी बातें तेरे लिए है,
यकीन मानो हम हर किसीसे ऐसे बात नही करते।

Title: Maana ham adab se baat nahi karte || hindi shayari awesome

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hasne ka anjam || heart touching shayari

Bahot  hasne ka yahi anjam hota hai
Ki ham rona bhi chahe to
Kabhi roya nahi jata💔

बहुत हसने का यही अंजाम होता है
कि हम रोना भी चाहे तो
कभी रोया नहीं जाता💔

Title: Hasne ka anjam || heart touching shayari


Tumahare shehar ki raat ka tanhaa ||| hindi shayari

Suno…

Tumhaare shaher ki raat ka… Tanhaa sitaara hoon…
Mujhe bujhaa kar… Sar-e-shaam kya jalaawongi…

Jaana…

Kya kahaa…? Aapko bhi shayri pasand he meri…?
Agar ho gayaa ishq… To kahaan jaawongi…?

Title: Tumahare shehar ki raat ka tanhaa ||| hindi shayari