Skip to content

Mai aur mera dard || hindi shayari

Hindi shayari|| love shayari || sad but true shayari



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


tujhse milne ke baad

tujhse milne ke baad dil aasmaan ko chu jata h ,

tujhse milne ke baad ye samundar ke gote khata h,

tumhari aakhe itni khubsurat h ki inme doob jau,

ha tumhe ishq karti hu kaise tumhe batau,

tum itne mashoor ho kaise tumhe gale se lagau ,

tum itne magnoor ho pal bhar thaher ke mujhe dekh bhi nhi sakte,

aur mai itni fursat me hu ki tum haat pakdo,

mai saari haade paar kar jau.

Title: tujhse milne ke baad


Akela nhi shodunga || hindi shayari || love shayari

मैं चांद तारे तोड़ के तो नहीं ला सकता
पर आपके लिए काजल ज़रूर ले आऊंगा ,
वादा नहीं करता की कभी रोने नहीं दूंगा,
पर वादा करता हु उस समय अकेला नहीं छोड़ूंगा ❤️

Title: Akela nhi shodunga || hindi shayari || love shayari