Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat ke lafz
Ab mohabbat hai ya nafrat isse mat jataya Karo Baat ko Karo khatam, Jo Dil mae hai Usse zuban pe laya karo
अब मोहब्बत है या नफ़रत इससे मत जताया करो
बात को करो ख़तम, जो दिल में है उससे ज़ुबान पे लाया करो
Title: Mohabbat ke lafz
Log chle gye || vehem sad thoughts
mera sb kuch tm par kurban tha ,
pr ab pta chla ki main tmhare jeevan me sirf Mann behlane Bala ek saman tha
Acha prem nibhaya chlo acha h
Ki pyaar tha ,tmne mera yh beham🙂 bhi mitaya h


