Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere liye dhadkata rahe || hindi love shayari
Mere dil ka bas yahi kaam hai
Ke tere liye bas dhadkta rahe
Chahe manzil mile ya na mile
Apna kaam bas karta rahe❤
मेरे दिल का बस यही काम है
की तेरे लिए बस धड़कता रहे
चाहे मंजिल मिले या ना मिले
अपना काम बस करता रहे❤
Title: Tere liye dhadkata rahe || hindi love shayari
ARRANGEMENT IN LIFE
LIFE KA FUNDA HAMESHA KISINE NAHI SIKHAYA,
SIKHYA TO SIRF EK RAAH DIKHAYA,
KYA PATA KAL KYA HOGA,
PAR AAJ KE DIN SE KAL KA SAVERA HOGA.

