Skip to content

Maikhana || two line shayari || hindi shayari

Naya shehar hai zara dhekne to do
Dil tuta ashiq hu zara maikhane ka rasta hi dhekne do 🖤

नया शहर है ज़रा देखने तो दो
दिल टूटा आशिक़ हूँ ज़रा मैखाने का रास्ता ही देखने दो 🖤

Title: Maikhana || two line shayari || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi shayari || two line shayari

Nafrat si hone lagi hai is safar se ab,
Jindagi kahi to pahucha de khatm hone se pehle….💔

Chodo ye baat ke mile jhakm kaha se mujhko,
Jindagi itna bata safar kitna baki hai….💔

Jo lamha sath hai use jee bhar ke jee lena,
Yeh kambhakt Jindagi bharose ke kaabil nahi hai…💔

Jindagi jiska bada naam suna hai humne
Ek kamjor si hichki ke siwa kuch bhi nahi….💔

Jindagi bhi ek tawayaf ki tarah hoti hai,
kabhi majboori me nachti hai kabhi mashoori me….💔

Title: Zindagi shayari || two line shayari


khyal tere

ki rasty anjaan koe dr aaj b hone nhi dete

ki rasty anjaan koe dr aaj b hone nhi dete

khoo jaty hia risto mein tab sbr dil pr hone nhi dete

ki……khoo jaty hia risto mein tab sbr dil pr hone nhi dete

or hum aaj b bethe hai tere intezaar mein tere alaba ye dil or dimaag kisi ka hone nhi dete

Atul kumar

Title: khyal tere