Main kuch yun tumhe bhula dungi,
Agar dil pyar karna bhi chahega toh main dimag se chup karwa dungi,
Jitna dil tumne dukhaya hai mera main woh toh nahi karungi,
Par abb kuch na bol kar tumhari jagah apni zindagi me bta dungi….
Enjoy Every Movement of life!
Main kuch yun tumhe bhula dungi,
Agar dil pyar karna bhi chahega toh main dimag se chup karwa dungi,
Jitna dil tumne dukhaya hai mera main woh toh nahi karungi,
Par abb kuch na bol kar tumhari jagah apni zindagi me bta dungi….
Waqt aur dost hame yuhi mil jate hain,
Lekin waqt ka pata tab chalta hain,
Jab ye hamse dur chale jate hain.💯
