Skip to content

Mann Bhawe Na mann || Status punjabi

Ek oh chann
Ek tu chann
Mann bhave na Mann….

Title: Mann Bhawe Na mann || Status punjabi

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


moti hoon to || Shayari dard bhari sad

moti hoon to daaman mein piro lo mujhe apane,
aansoo hoon to palakon se gira kyoon nahin dete,
saaya hoon to saath na rakhane ki vazah kya,
patthar hoon to raaste se hata kyoon nahin dete..

मोती हूँ तो दामन में पिरो लो मुझे अपने,
आँसू हूँ तो पलकों से गिरा क्यूँ नहीं देते,
साया हूँ तो साथ ना रखने कि वज़ह क्या,
पत्थर हूँ तो रास्ते से हटा क्यूँ नहीं देते..

Title: moti hoon to || Shayari dard bhari sad


Jo asani se haar jaaye || Zindgi shayari

Jo asani se har jaaye voh hum nhi. Dukh to bhot hai zindagi mei, par kisi dukh mei voh dam nhi, Kho chuki hu bhot kuch iss nayab si zindagi mei, Chalo iss baat ka b gum nhi.  Jo kuch bhi paya hai ab tak voh kisi khazaane se kam nhi.

-Saidk

Title: Jo asani se haar jaaye || Zindgi shayari