Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mar jayega || Sad Shayari
Mera to wajood khatm ho jayega, jis din tu mujhe chhod jayega,
Tera hath pakad kar zindagi jeene nikala hu,
Tu hath chhod na dena varna tera ye ashiq mar jayega…🙌🙏
मेरा तो वजूद खत्म हो जाएगा, जिस दिन तू मुझे छोड़ जाएगा,
तेरा हाथ पकड़ कर ज़िन्दगी जीने निकला हूँ,
तू हाथ छोड़ ना देना वरना तेरा ये आशिक मर जाएगा…🙌🙏
Title: Mar jayega || Sad Shayari
Yaad hai ?
Yaad hai wo raat jbb humne tumhe
chaand aur khud ko Tara kaha tha
Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb
Tumhe khudko humara kaha thaa
Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya
Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko
Kisi ka sahara kaha tha….
~priyanshi pathak

