Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Humse hi Parhez hai tumko || sad hindi shayari
Na jane kis tabeeb se dawa lete ho Mursad ,
ki sirf hamse hi parhez hai tumko💔
न जाने किस तबीब से दवा लेते हो मुर्शीद,
कि सिर्फ हमसे ही परहेज़ है तुमको💔
Title: Humse hi Parhez hai tumko || sad hindi shayari
Uski yaadein || hindi sad shayari
Mein uski yaadon mein kaat raha hu din, jaise taise
Vo roz naye ashiq ka naam likh kar,
Purane ka naam kaat rahi hai 💔
मै उसकी यादो में काट रहा हूं दिन, जैसे-तैसे।
वो रोज़ नए आशिक का नाम लिख कर,
पुराने का नाम काट रही है 💔
