Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
BJ ki Kalam se || shayari
Chup raho ab
Kuch na btao kisi ko.
Ro Chuke ho Akele me to ye ankhein na dikhao kisi ko.
Koi puche kya hua to kehna Sab thik hai?
Ab sath apne bithakar na sharab pilao kisi ko.
Title: BJ ki Kalam se || shayari
kafi uska deedar hai || love shayari
be-wafa na kehna use
woh mera hamdard yaar hai
jeene ke liye saaso ki nahi jaroorat
bas kaafi ek uska didaar hai
ਬੇ-ਵਫਾ ਨਾ ਕਹਿਣਾ ਉਸੇ
ਵੋਹ ਮੇਰਾ ਹਮਦਰਦ ਯਾਰ ਹੈ
ਜੀਨੇ ਕੇ ਲਿਏ ਸਾਸੋ ਕੀ ਨਹੀਂ ਜਰੂਰਤ
ਬਸ ਕਾਫੀ ਏਕ ਉਸਕਾ ਦਿਦਾਰ ਹੈ
