Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kamyabi || true lines || hindi shayari
Jb jyada apno se riste tutne lge na to
Samjh jana ki tumhari kamyabi tumhara intazar kr rhi hai✌️
जब ज्यादा अपनो से रिश्ते टूटने लगे न तो
समझ जाना की तुम्हारी कामयाबी तुम्हारा इंतज़ार कर रही है ✌️
Title: Kamyabi || true lines || hindi shayari
bewafa zuban izhar kar bethai
Kasoor toh tha hi en nigaaho ka, Joh chupke se deedar kar bethai,
Humne to khamosh rehne ki thani thi Par bewafa ye zuban izhar kar bethai.
