Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bhul nhi sakte|missing you shayari
Can’t forget
Jo zindgi mein ek bar aa jate hain..
Vo asaani se bhulaye kahan jate hain..
Pagal..💕

Pyar main izazat || hindi love shayari
Pyar main itni izazat de do
Ke saath rahein ya na rahein,
Bas tumse pyaar karte rahein,
Tum intezaar karo na karo,
Hum intezaar karte rahein❤
प्यार में इतनी इज़ाज़त दे दो
के साथ रहें या न रहें
बस तुमसे प्यार करते रहें
तुम इंतज़ार करो न करो
हम इंतज़ार करते रहें❤
