Skip to content

Masla mohobbat ka || love hindi shayari

CHAHAT KA KYA….
KISI KO BHI CHAH LE… 
MASLA TO MOHABBAT😇 KA HAI
SIRF EK SE HOTI HAI..❣!

चाहत का क्या…
किसी को भी चाह ले…
मसला तो मोहोब्बत 😇का है
सिर्फ एक से होती है..❣!

Title: Masla mohobbat ka || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Unke Liye Zindagi Luta Baithe || Hundi love and dard shayari

Dil Se Roye Magar Honthon Se Muskura Baithe,
Yun Hi Hum Kisi Se Wafa Nibha Baithe,
Wo Humein Ek Lamha Na De Paye Apne Pyaar Ka,
Aur Hum Unke Liye Zindagi Luta Baithe!

Title: Unke Liye Zindagi Luta Baithe || Hundi love and dard shayari


Tumhe sochkar || true love shayari || hindi shayari

Muskura dete hain har dafa tumhe sochkar
Fir sochte hain kya ise hi mohobbat kehte hain..!!

मुस्कुरा देते हैं हर दफ़ा तुम्हे सोचकर
फ़िर सोचते हैं क्या इसे ही मोहोब्बत कहते हैं..!!

Title: Tumhe sochkar || true love shayari || hindi shayari