Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dost || true line Hindi shayari || rishta shayari
Yaadein do dilo ke fasle ko kam karti hai,
Zindagi aap jaise dosto par naaz karti hai 🤗
Mat ho udaas ke aap door hai humse
Kyunki duriyan hi rishton ko aur khaas karti hai 💕
यादें दो दिलों के फासले को कम करती है,
ज़िन्दगी आप जैसे दोस्तों पर नाज़ करती हैं,🤗
मत हो उदास कि आप दूर हैं हमसे ,
क्योंकि दूरियां ही रिश्तों को और खास करती हैं।💕
Title: Dost || true line Hindi shayari || rishta shayari
Ye duniya || two line hindi shayari || true lines
Matlabi zamana hai nafarton ka shehar hai
ye duniya dikhti shehad hai or pilati zehar hai💯
मतलबी ज़माना है नफरतों का शहर है
ये दुनिया दिखती शहद है और पिलाती ज़हर है💯
