Skip to content

Maut ek sacchai

Hasi Majak msti toh krte❤️

Pr jara rehna chahiye bachke🤗

Jiban Mili toh maut v milegi❤️

Yhi ek sach Hai😕😇

Aate Hai rote hue pr sbko hasate😢

Pr jaate bin labzo K sbko rulake😕

Jab tak Hai saanse acche Karam kro yaaro🤗

Q Ki maut Kabhi na aati Apne pass bulake🫤

Haste hasao sbnu yaaro😇🤗

Warna rooh v kaap uthegi😵

maut lejayegi tmko rulake😢

Ajeeb h yeh jiban v🙄

Ek paal ko aate rote chillate😖

Pr khtm v wohi kr dete🫡

Kabhi na uthne wale neend me sulake🥱

Aaye hai yaaro toh Karam kro❤️

Kabhi na Jana kisi ko rulake😇

Q Ki maut Kabhi na aati tmko bulake😊

Title: Maut ek sacchai

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


logon ne poochha || Hindi sad lines

logon ne poochha ki kaun hai voh,
jo teree ye udaas haalat kar gaya,
mainne muskura ke kaha usaka naam,
har kisee ke labon par achchha nahin lagata.

लोगों ने पूछा कि कौन है वोह,
जो तेरी ये उदास हालत कर गया,
मैंने मुस्कुरा के कहा उसका नाम,
हर किसी के लबों पर अच्छा नहीं लगता.

Title: logon ne poochha || Hindi sad lines


Love of true heart || English quotes

The love of the true heart never allow you to stand alone in your darkest time….🤞

Title: Love of true heart || English quotes