Skip to content

Maut mil jawe || sad Punjabi shayari || dard shayari

Saah rukan taa tuttan de dukh mukkan
Shayad fir ishqi fatt eh sil jawe..!!
Dekh Allah vi hairan hou haal mere
Changa howe je maut menu mil jawe..!!

ਸਾਹ ਰੁਕਣ ਤਾਂ ਟੁੱਟਣ ਦੇ ਦੁੱਖ ਮੁੱਕਣ
ਸ਼ਾਇਦ ਫਿਰ ਇਸ਼ਕੀ ਫੱਟ ਸਿਲ ਜਾਵੇ..!!
ਦੇਖ ਅੱਲਾਹ ਵੀ ਹੈਰਾਨ ਹੋਊ ਹਾਲ ਮੇਰੇ
ਚੰਗਾ ਹੋਵੇ ਜੇ ਮੌਤ ਮੈਨੂੰ ਮਿਲ ਜਾਵੇ..!!

Title: Maut mil jawe || sad Punjabi shayari || dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Suneri Bachpan😇

Sb Cheez ka ek wakt hota hai😕

Bachpan ko hi Lelo 🤪

Kya dukh Kya dard 🫣

Sb side pe bs dosto sang khelo🤗

Maasum woh bacche jisne Kabhi kuch na jhela🤓

Unke liye toh hota Har ek din

Khusiyon ka Mela😇

Or baap Ki Jeb Puri bazar 🤪

Or maa Ki kitchen koi Khano ka thela🍗🍔🍟🌭

Woh laamhe woh pal v Anmol hote 😊

Jab koi daat v de toh maa K Godi me jaake rote🥲🥹

Or woh raate v bdi anokhi bin Kahaani sune Kabhi na sote😊

Krte msti Majak or shaitaniya🫣😅

Phir v Masum ban rote🥹

Or un Bdo ka kehna chordo inko

Chlne do bacche toh aise hi hote🫡🤓

Wakt ne wakt hi bdl Diya😢

Ab toh bs yeh Soch K sote kat jaati raate😕

Kash woh Bachpan k wakt firse Laut aate

Title: Suneri Bachpan😇


Log rooth jate hain || sad but true || two line hindi shayari

Ke zindagi ab tujhse shikayat nahi
Tazurbe ne bataya hai, shikayaton ke baad log rooth jate hain..💯

कि ज़िंदगी अब तुझसे शिकायत नहीं
तजुर्बे ने बताया है , शिकायतो के बाद लोग रूठ जाते है..💯

Title: Log rooth jate hain || sad but true || two line hindi shayari