Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
yeh duniyaa hame gawara Shayari
Yeh duniya hume gawara nahi hai
Ab tu humara sahara nahi hai
Tu dekhti in ankhon mein ki
Ab inke bin guzara nahi hai
Bhut dil tode hain jinke lie ….
Ab voh shakhs bhi humara nhi hai
Title: yeh duniyaa hame gawara Shayari
Palat kar bhi na dekhungi || true line shayari
Thoda pyaar doge mujhe toh tum par jaan luta dungi
kabhi galti se bhi do kadam jo peeche liye mujhse
teri kasam mai kabhi palat kar bhi nahi dekhungi
थोड़ा प्यार डोगे मुझे तो तुमपर जान लुटा दूंगी
कभी गलती से भी दो कदम जो पीछे लिए मुझसे
तेरी कसम मैं कभी पलट कर भी नही देखूंगी..
