Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Safar aur manzil || two line hindi shayari
Safar bnao aisa ke manzile bhi khud kahe
Ke musafir aise hone chahiye..🤞
सफर बनाओ ऐसा के मंज़िलें भी खुद कहें
के मुसाफिर ऐसे होने चाहिए..🤞
Title: Safar aur manzil || two line hindi shayari
Zinda hum tab bhi the || sad but true shayari || hindi shayari
Zinda hum tab bhi the,
Zinda hum ab bhi hain,
Magar tab tumhaare pyaar main the,❤
Ab tumhaare intezaar main hain.💔
ज़िंदा हम तब भी थे,
ज़िंदा हम अब भी हैं,
मगर तब तुम्हारे प्यार में थे,❤
अब तुम्हारे इंतज़ार में हैं.💔

