Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Baat Krte Hain ZindAgi || ZIndagi Hindi Poetry
Chl fir baat krte h zindgi,
Subh se raat krte h zindgi,
Ye musibaten bhut h rahho m, chl in musibaton se do do haath krte h zindgi,
Chl fir baat krte hai zindgi…
K zubaan thak jaye toh ankhon se bolna,
K rolna b hoga fr tabiyat se rolna,
K yun bhi toh roz hi mrte h zindgi,
Chl fir baat krte hai zindgi…
Are bure vese hum b bhut h, kyi hum mein b khot hai,
K zakham na bharte aesi ye dil ki chot hai,
Yun tadaf k marne se hi bss darte hai zindgi,
Chl fir baat krte hai zindgi, subh se raat krte hai zindgi….
Title: Baat Krte Hain ZindAgi || ZIndagi Hindi Poetry
Rang Mohabbtaan Waale || love Punjabi status
Ess duniya – jahaan ch vekhe ne
main bde rang mohabbatan wale ji,❤
meri vi te jholi paa dwo
do pal mohabbatan wale ji…🙈
hove koi dil ton sohna,
te ohdi seerat pyaari hove,🤗
ohde sunpneya da howan main hi Ranjha
Oh meri raani hove,😇
naa pain judaiyan dohaan ch,
Bhawein shhoti jyi khaani hove,✌
ho naa jawan choor banann ton pehlaan,
mere khaab mohabbatan wale ji…😍
Ess duniya – jahaan ch vekhe ne
main bde rang mohabbatan wale ji…❤
ਇਸ ਦੁਨੀਆਂ ਜਹਾਨ ‘ਚ ਵੇਖਣੇ ਨੇ
ਮੈਂ ਬੜੇ ਰੰਗ ਮੋਹੁੱਬਤਾਂ ਵਾਲੇ ਜੀ❤
ਮੇਰੀ ਵੀ ਤੇ ਝੋਲੀ ਪਾ ਦਵੋ
ਦੋ ਪਲ ਮੋਹੁੱਬਤਾਂ ਵਾਲੇ ਜੀ🙈
ਹੋਵੇ ਕੋਈ ਦਿਲ ਤੋਂ ਸੋਹਣਾ
ਤੇ ਉਹਦੀ ਸੀਰਤ ਪਿਆਰੀ ਹੋਵੇ🤗
ਓਹਦੇ ਸੁਪਨਿਆਂ ਦਾ ਹੋਵਾਂ ਮੈਂ ਹੀ ਰਾਂਝਾ
ਉਹ ਮੇਰੀ ਰਾਣੀ ਹੋਵੇ😇
ਨਾ ਪੈਣ ਜੁਦਾਈਆਂ ਦੋਹਾਂ ‘ਚ
ਭਾਵੇਂ ਛੋਟੀ ਜਿਹੀ ਕਹਾਣੀ ਹੋਵੇ✌
ਹੋ ਨਾ ਜਾਵਣ ਚੂਰ ਬਣਨ ਤੋਂ ਪਹਿਲਾਂ
ਮੇਰੇ ਖ਼ੁਆਬ ਮੋਹੁੱਬਤਾਂ ਵਾਲੇ ਜੀ😍
ਇਸ ਦੁਨੀਆਂ ਜਹਾਨ ‘ਚ ਵੇਖਣੇ ਨੇ
ਮੈਂ ਬੜੇ ਰੰਗ ਮੋਹੁੱਬਤਾਂ ਵਾਲੇ ਜੀ❤




