Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Har cheez badalti hai || true Hindi shayari
Tay hai badalna har cheez badalti hai is jahan mein
Kisi ka dil badal gaya kisi ke din badal gaye 💯🤞
तय है बदलना हर चीज़ बदलती है इस जहाँ में,
किसी का दिल बदल गया किसी के दिन बदल गये।💯🤞
Title: Har cheez badalti hai || true Hindi shayari
DUA KARO || 2lines shayari
Dua karo mai koi
Rasta nikla saku,
Tumhe bhi dekh sakhu aur
Khud ko bhi sambhal saku. ~H.P
