Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri aankhon se || True love shayari hindi
Tere aankhon se bahein ek ek qatre ki qeemat
iss jahaan ki saari daulat bhi nahi chuka sakti ke
tere labon pe muskurahat ye puri qainaat khareed sakti hai.
Title: Teri aankhon se || True love shayari hindi
Door rehne do || true line shayari
Main khush hu mujhe khush rehne do,
Main dur hu mohabbaton ke wehamon se mujhe dur rehne do….!!!
मैं खुश हूं मुझे खुश रहने दो,
मैं दूर हूं मोहोब्बतों के वहमों से मुझे दूर रहने दो….!!!
