Skip to content

Mein khush haan || Punjabi shayari images || alone shayari || sad quotes

Tu rulaye ta v changa e
Manawe ta v changa e
Tu naraz ho narazgi jataa
Chahe kuj v kar
Mein khush haan teri mohobbat ch..!!



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apni Marzi se aye thye || Hindi shayari

Hamari zindagi me wo apni marzi se aaye the
Aur gaye bhi hai apni marzi se
is daur me hamne toh bas ek matr khilaune
ka kirdaar nibhayia tha, kyuki marzi to
kewal khilauno par hi ki jaati hai

हमारी जिंदगी में वो अपनी मरज़ी से आए थे
और गए भी हैं अपनी मरज़ी से,
इस दौर में हमने तो बस एक मात्र खिलौने
का किरदार निभाया था, क्योंकि मरज़ी तो
केवल खिलौनो पर ही की जाती है

Title: Apni Marzi se aye thye || Hindi shayari


Apne naam ke sath tujhe har baar likhu || love hindi shayari

Agar apni kismat likhne ka zara sa bhi hak ho mujhe,
To apne naam ke sath tujhe har baar likhu😍..!!

अगर अपनी किस्मत लिखने का जरा सा भी हक हो मुझे,
तो अपने नाम के साथ तुझे हर बार लिखूं😍..!!

Title: Apne naam ke sath tujhe har baar likhu || love hindi shayari