Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Rag rag se wakif || Hindi shayari

Yun toh woh kehte the k tumahri rag
rag se hum wakif hain
magr shayad unse yeh janne me bhool ho gayi thi
ke hamari rag rag toh woh khud hai
Title: Rag rag se wakif || Hindi shayari
Muhabbat ka Dard
Zindagi Se badi Koi saza hi nahi ….
Mera jurm kya hai mujhe pata hi nahi …
Mai itne hisson me bant chuka hu …
Ke mere Hisse me Kuch bacha hi nahi …
जिंदगी से बड़ी कोई सजा ही नही …
मेरा जुर्म क्या है मुझे पता ही नही …
मैं इतने हिस्सों में बंट चुका हूं ….
के मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नहीं ….
