Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wajha tum bano.
Kisi ki muskurahat ki wo wajha tum bano,
Gham ke raste me khushi ka wo sahara tum bano,
Sacche ashiq ki wo chahat tum bano
Kuch bano na bano tum shakeer, lekinn us bewafa ko wafa sikhane ki wajha tum bano.
Title: Wajha tum bano.
Mushqil || Hindi shayari || True shayari
Khwahishon ka kaidi hu☺️
Mujhe haqeeqat saza deti hai🤪
Aasan cheezo ka shonk nhi👎
Mujhe mushqile mza deti hai 🔥🔥
ख्वाहिशों 😁 का कैदी हूं ☺️
मुझे 🤔हकीकत सजा😡 देती है🤪
आसान 🤪चीजों का 🤩शौक नहीं👎
मुझे 🤔मुश्किले मजा 👍देती हैं 🔥🔥🔥
