
Tu mera te mein teri ve..!!
Enjoy Every Movement of life!

ek me hu kiya na kabhi sawaal koi
ek tum ho, jiska koi jawaab nahi
एक मैं हूँ , किया ना कभी सवाल कोई
एक तुम हो , जिसका कोई जवाब नहीं.
Pehle vishvaas jeetkar dil mein samate hain log
Fir khuab bankar sapno mein aate hain log
Fir jatate hai ke vo sirf hamare hai
Par pta nahi kyu akhir mein badal jate hain log 💯💔
पहले विश्वास जीतकर दिल में समाते हैं लोग॥
फिर ख्वाब बनकर सपनों में आते हैं लोग॥
फिर जताते हैं कि वो सिर्फ हमारे हैं॥
पर पता नहीं क्यों आखिर में बदल जाते हैं लोग॥💯💔