Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khamoshiyan || two line hindi shayari
Khamoshiyan kabhi bewajah nahi hoti
Kuch dard ese bhi hote hai jo awaz cheen lete hain💔
खामोशियां कभी बेवजह नहीं होती
कुछ दर्द ऐसे भी होते है जो आवाज़ छीन लेते हैं💔
Title: Khamoshiyan || two line hindi shayari
Meri adhuri mohabbat
Batein toh tab hua karti thi batein toh abb bhi hoti hai magar fark sirf itna hai pehle ki gayi baaton mein raatein na hoti thi magar abb ki gayi baaton mein aksar raatein hojati hai 🥺
