Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri yaadon ne || hindi shayari || love shayari
Pareshan kar rakha hai Teri yaadon ne
Din ko dil nhi lagta
Aur raat ko ankhein nhi lagti..🫠
परेशान कर रखा हैं तेरी यादों ने,
दिन को दिल नही लगता,
और रात को आँखे नहीं लगती..🫠
Title: Teri yaadon ne || hindi shayari || love shayari
Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari
Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai.
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀
दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀

