Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aadat badal gayi hai || true lines || sad but true
Aadat badal gayi hai waqt katne ki
Ab himmat nahi hoti kisiko dard batne ki…❣️
आदत बदल गयी है वक्त बाटने की,
अब हिम्मत नही होती किसीको दर्द बाटने की…❣️
Title: Aadat badal gayi hai || true lines || sad but true
Tasveer Jo dekhi us ladki ki || Hindi shayari || love shayari
Kahani kuch alfazon ki jo suni thi,
Kahani zindagi ban gyi..
Tasveer dekhi jo ek ladki ki ishtehaar mein
Dekhte hi vo bandgi ban gyi..
ਕਹਾਣੀ ਕੁੱਛ ਅਲਫ਼ਜ਼ੋ ਕੀ ਜੋ ਸੁਣੀ ਥੀ ,
ਕਹਾਣੀ ਜਿੰਦਗੀ ਬਨ ਗਈ ।।
ਤਸਵੀਰ ਦੇਖੀ ਜੋ ਏਕ ਲੜਕੀ ਕੀ ਇਸ਼ਤਿਹਾਰ ਮੇਂ,
ਦੇਖਤੇ ਹੀ ਵੋ ਬੰਦਗੀ ਬਨ ਗਈ।।
