Skip to content

Mera Chaand || hindi shayari

khula asmaan dekha
Dher saare sitaro ke sath
Ek sundar sa Chand dekha …
To ishi baat pe 2 line..
A sitare tu kis baat pr guroor krta h …
A sitare tu kis baat pr guroor krta h …
Tu jis Chand ke hone pe guroor krta h usme bhi daag hai …
Or kya kha mere pass kuch nhi …..
Arre bhul mt….
Mere pass bhi ek sundar sa Chand hai ….
Mera Chand deedar krata nhi …apni sundarta dikhata nhi ….
Verna uske samne Tera Chand kyaa…fikha pura jahan ( duniya) hai …
Mere pass bhi ek sundar sa Chand hai…

Title: Mera Chaand || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyar || Love Shayari in Hindi || ghaint hindi shayari

किसी न किसी को किसी पर एतवार हो जाता है,
एक अजनबी सा चेहरा ही यार हो जाता है,
खूबियों से ही नही होती मोहब्बत सदा,
किसी की कमियों से भी कभी प्यार हो जाता है।💯

Title: Pyar || Love Shayari in Hindi || ghaint hindi shayari


Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari

Tumse dur hone ka ghum itna hoga socha nahi tha,
Hum bhi itne kamzor hain pata nahi tha.
Kaise itni jaldi kamzori ban gaye,
Milne se pehle hi zindagi bhar ka ghum de gaye.
Pehli baar mehsoos ki hai aisi khoobsurti,

Apni awaz se hi badal di humari duniya,
Kya pata agar mulaqat hoti,
Toh hamari kismat hi badal jati.
Dekho kitne majboor hain hum,
Dosti hamari thi, Dard bhi hamare hain,

Duri hamari thi, saza bhi hamari hai.
Galti bhi hamari thi, faisle bhi hamare hain.
Asal sapna toh tumse milkar dekha,
Jab ankhein khuli toh pata chala,
Jo noorani hai, wahi toh khwab hai,
Jo humko nahi mila wahi toh pyar hai.

Title: Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari