Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tasveer ho gya hu || hindi 2 lines shayari
Unke husn ka aalam na poochhiye
bas tasveer ho gya hu, tasveer dekhkar
उनके हुस्न का आलम न पूछिये,
बस तस्वीर हो गया हूँ, तस्वीर देखकर
Title: Tasveer ho gya hu || hindi 2 lines shayari
Khamoshiyon mein bya n ho || pyar shayari
Khamoshiyon mein byan na ho
Dil ka dard kuch aisa hain,
Jo tumse dil lga baithe hain,
Tumse hi shuru aur tumhi pein fanah hota hain….
खामोशियों में बया न हो
दिल का दर्द कुछ ऐसा हैं ,
जो तुमसे दिल लगा बैठे हैं
तुमसे ही शुरू और तुम्ही पैन फनाह होता हैं…..
