Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari
Ye sannata jo charo aur faila rakha hai…
Zikar kar do kis baat ki kami hai…🤔
Jism to kya rooh bhi girwi rakh denge teri khushi ki khatir…
Bas bata do in ankhon mein kis baat ki nami hai…❤️
ये सन्नाटा को चारों ओर फैला रखा है…
ज़िक्र कर दो किस बात की कमी है…🤔
जिस्म तो क्या रूह भी गिरवी रख देंगे तेरी खुशी की खातिर…
बस बता दो इन आंखो में किस बात की नमी है…❤️
Title: Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari
KUJH KHAAS NI

Udaas haan par tere naal naraaz nahi
je jhooth kahan taan sabh kujh hai mere kol
par sach taan eh hai ke tere bin
mere kol kujh khaas nahi
