Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sad hindi shayari || two line shayari
Jhuth par kuch is trah tika hu
Sach se jada afwahon mein bika hu
झूठ पर कुछ इस तरह टिका हूँ
सच से ज्यादा अफवाहों में बिका हूँ
Title: Sad hindi shayari || two line shayari
Mere dil ka aalam || hindi shayari || beautiful shayari
Sirf chehre ki udaasi se
Bhar aaye teri ankhon mein ansu,
Mere dil ka kya aalam hai
Ye to tu abhi janta nhi 🙌
सिर्फ चेहरे की उदासी से
भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है
ये तो तू अभी जानता नहीं।🙌



