Skip to content

Tu-door-howe-mar-jawa-love-shayari-two-lines

Title: Tu-door-howe-mar-jawa-love-shayari-two-lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice

sad shayari || life shayari 

kisipe aitbaar chahe karna
magar kisise koi umeed matt rakhna
jinka man bhar jaya karta hai na
vo aksar rooth jaya karte hain
rooth kar chale jate hain
fir vapis nahi aaya karte hain
zindagi ki haqeeqat yahi hai jnab
yaad karte hain vo humko bhul jane ke liye
log pass aate hain hamare humse door jane ke liye..!!

Title: Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice


Me dard ki inthaa par hu || Naraazgii

मैं दर्द की इंतहा पर हूं

मैं एक शख्स का बुलाया हुआ हूं

लोग मुझको गमगीन समझते हैं

मैं एक शख्स का सताया हुआ हूं

नहीं है मुझ पर कोई कर्जा

मैं हर रिश्ते को निभाया हुआ हूं

मैं लोगों से नहीं मिलता अक्सर

मैं एक राज को छुपाया हुआ हूं

मिस्बाह परवाह नहीं है रोशनी की

मैं एक शमा जला या हुआ हूं

main dard kee intaha par hoon

main ek shakhs ka bulaaya hua hoon

log mujhako gamageen samajhate hain

main ek shakhs ka sataaya hua hoon

nahin hai mujh par koee karja

main har rishte ko nibhaaya hua hoon

main logon se nahin milata aksar

main ek raaj ko chhupaaya hua hoon

misbah parvaah nahin hai roshanee kee

main ek shama jalaaya hua hoon

Title: Me dard ki inthaa par hu || Naraazgii