Skip to content

Mere lafzo ko padhne walo || mehsoos shayari hindi

Suno

मेरे लफ्जो को पढ़ने वालो
मेरे लफ्जो को समझ जाया
करो

ये लफ्जो मैं है एहसास मेरे
कभी इन्हे भी महसूस कर लिया
करो

Title: Mere lafzo ko padhne walo || mehsoos shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aap kidre khoh jande ne || sad Punjabi shayari || sad but true lines

Mohobbat ch pa sanu
Oh aap kidre khoh jande ne..!!
Larh la ke apne aksar
Sajjan befikre ho jande ne💔..!!

ਮੋਹੁੱਬਤ ‘ਚ ਪਾ ਸਾਨੂੰ
ਉਹ ਆਪ ਕਿੱਧਰੇ ਖੋਹ ਜਾਂਦੇ ਨੇ..!!
ਲੜ੍ਹ ਲਾ ਕੇ ਆਪਣੇ ਅਕਸਰ
ਸੱਜਣ ਬੇਫ਼ਿਕਰੇ ਹੋ ਜਾਂਦੇ ਨੇ💔..!!

Title: Aap kidre khoh jande ne || sad Punjabi shayari || sad but true lines


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden