Skip to content

Meri aankho ko teri || pyar shayari

Meri aankhon ko teri aankhon ka deedaar adhura h,

Mere chechre pr tere haathon ka swaad adhoora h, 

Teri ek jhalak ko mukammal krne k liye,

Meri dhadkan ke dhadakne ka intzaar adhura hai, 

Kaash is dil ko tumhara aitbaar na hua hota,

To Hme bhi kisise kbhi pyaar na hua hota, 

Jee lete hm bhi bevafaai k shaare,

Agar pyaar hme tumse beintehaa na hua hota.

Title: Meri aankho ko teri || pyar shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


punjabi sad || Aukaat ton uchi

rona taa saadde mukadraa vich hi si
aukaat to uchi mohobat jo kar baithaa hai

ਰੋਣਾ 🥺ਤਾ ਸਾਡੇ ਮੋਕਦਰਾ ਵਿਚ ਹੀ ਸੀ
ਔਕਾਤ ਤੋਹ ਉੱਚੀ ਮੋਹੱਬਤ ਜੋ ਕਰ ਬੈਠਾ ਹਾਂ

Title: punjabi sad || Aukaat ton uchi


Close people in life || English quotes

Motivational quotes || English quotes