Skip to content

Meri hi taqdeer aa || life kismat shayari

sab kujh theek aa
meri kismat hi ajeeb aa
me boldi sach
par sheesha dikhaunda mera ateet aa
kini ajeeb aa kismat meri
mainu jhootha banaundi meri hi takdeer aa

ਸਭ ਕੁੱਝ ਠੀਕ ਆ
ਮੇਰੀ ਕਿਸਮਤ ਹੀ ਅਜੀਬ ਆ
ਮੈ ਬੋਲਦੀ ਸੱਚ
ਪਰ ਸ਼ੀਸ਼ਾ ਦਿਖਾਉਦਾ ਮੇਰਾ ਅਤੀਤ ਆ
ਕਿੰਨੀ ਅਜੀਬ ਵਾ ਕਿਸਮਤ ਮੇਰੀ
ਮੈਨੂੰ ਝੂਠਾ ਬਣਾਉਦੀ ਮੇਰੀ ਹੀ ਤਕਦੀਰ ਆ।

✍️ਹਰਸ

Title: Meri hi taqdeer aa || life kismat shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Izhar e Mohabbat || love shayari

Teri arzoo karta hun Mai
Teri guftagu sunta hun mai
Tere Chand se is chere ko yuhi nahi takta hun mai
Tere labo se nazre hathi nahi
Teri Ankho se ankhe milti nahi
Sab Naseeb ka khel hai yunhi nahi kheta hun mai

Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu Teri arzoo karta hun mai
Kyu Teri guftagu sunta hun mai
Kyu tere chere ko takta hun mai
Kyu tere labo se nazre hathi nahi Teri ankho se ankhe milti nahi
Kyu kyu kyu

Is kyu ka bhi ik jawab hai
Is kyu ka bhi ek jawab hai
Tujhe bepanah chahta hun mai
Tujhe mohabbat karta hun mai
Teri muskurahat ke liye
Teri khilkhiahata ke liye
Sare gamo ko bhul kar bhi muskuraya karta hun mai
Teri farrrmaaaishe
Teri sari  khwahishe
Mukammal karna chahta hun mai
Tujhse mohabbat karta hun mai
Teri siyah zulfo ko
Tere surkh hotoh ko
Sajana chahta hun mai tujhe bepahan chahta hun main 

Tujhse mohabbat karta hun mai 

Title: Izhar e Mohabbat || love shayari


Ohnu lagda menu samjh nahi || two line punjabi shayari

ਉਹ ਦੇਵੇ ਮੈਨੂੰ ਧੌਖਾ ਓਹਨੂੰ ਲਗਦਾ ਮੈਨੂੰ ਭਮਕ ਨੀ, ਉਹ ਦੇਵੇ ਮੈਨੂੰ ਝੁਠੇ ਦਿਲਾਸੇ ਓਹਨੂੰ ਲਗਦਾ ਮੈਨੂੰ ਕੁੱਝ ਸਮਜ਼ ਨੀ

ਸੱਜਣਾ ਸਿੱਧੀ ਆਹ ਸਿਧਰੀ ਨੀ….😊

Title: Ohnu lagda menu samjh nahi || two line punjabi shayari