Skip to content

Meri jaan || Hindi shayari || love shayari

Oye mujhse itna gussa mat hua karo🥵
Tamatar🍅 jaise dikhte ho…
Par meri jaan tum bolo toh jaan bhi hazir hai…😘

Title: Meri jaan || Hindi shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kehna to hai hi

कभी सोचो वो  किस्से,

कभी कहो वो बाते ,

कहना तो है ही,

तो वो दिन आज क्यों नहीं,

आँसुओं से ही सही ,

कह दो वो बाते,

कहना तो है ही,

आँखों की बरसातों से ही सही।

Title: Kehna to hai hi


Tumhari yaadein || hindi shayari

kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️

Title: Tumhari yaadein || hindi shayari