Skip to content

Meri_zindgani_true_love_two_line__punjabi_shayari

  • by

Title: Meri_zindgani_true_love_two_line__punjabi_shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ki likha hai kuch ek tarfa pe

Ke ek khwaab sa tha ushe
paane ka, aur ek darr bhi tha
usse dur jaane ka..

Ushe khabar tak nahi thi ke
mujhe ishq hai usse, aur mujhe darr tha ke kahin kho na du main ushe..

Vo kehti rhi apni kahani ki ushe
Ishq hai kisi aur se, aur hum
sunte rhe usko gaur se..
Vo sunati rhi hum sunte rahe
kuch kehna aasan na tha dil pe chhot jo lagi thi…

Phir jaane diya humne bhi ushe aur roka nahi usne bhi
hume khwahish to thi ki padh le wo aankhein meri pr Sukoon bhi tha ke wo khush hai kahin..

Title: Ki likha hai kuch ek tarfa pe


Yaad bhut aati hai || two line shayari || hindi shayari

याद बहुत आती है उसकी पर भुलाना पडता है 
अपने दिल को समझा कर उसे सुलाना पडता है…🥀

Yaad bahut aati hai usaki par bhulana padata hai,
Apne dil ko samajakar use sulana padata hai..🥀

Title: Yaad bhut aati hai || two line shayari || hindi shayari