Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Muskurahat ke piche dard || sad hindi shayari
Ab hmare dard ansu bankar nahi baha karte
Ab vo muskurahton ke piche 🙂🙂chupe huye hote hain .
अब हमारे दर्द आंसू बनकर नही बहा करते..
अब वो मुस्कुरहाटो के पीछे 🙂🙂छुपे हुए होते है।।
Title: Muskurahat ke piche dard || sad hindi shayari
Me jahan bhi hu, abhi bhi teri yaado || Hindi love shayari

jo tu gairo ke sath
guzaar rahi hai, un raato me hu
idhar udhar mudhkar na dekh mujhe
mai to hawa ban kar abhi bhi
teri saanso me hu

