Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt || hindi shayari || love shayari
Iss waqt jis waqt bhi sochu …
har waqt uss waqt ko sochu …
jiss waqt mila tu….
har ghadi uss waqt ko sochu..❤
इस वक़्त उस वक़्त को सोचू
हर वक़्त उस वक़्त को सोचू
जिस वक्त मिला तू
हर घड़ी उस वक़्त को सोचू❤
Title: Waqt || hindi shayari || love shayari
Jo chahne aapko lage hain 😘 || true love shayari || Hindi shayari status
Ashiqui ka alam aap kya jano❤️
Deewane ho gaye hain khud k😇
Jo chahne aapko lage hain🙈..!!
आशिकी का आलम आप क्या जानों❤️
दीवाने हो गए हैं खुद के😇
जो चाहने आपको लगे हैं🙈..!!
